Devi Geet

Devi Geet

Mere Man Mandir me aaja kyu bheege re maiya khadi khadi

Teri maang kaa sindura bhige,
Teri maang kaa sindura bhige ,Bindiya kyu bhige ladi ladi
Mere Man Mandir me aaja kyu bheege re maiya khadi khadi

Tere hath ka kangan bheege 
Tere hath ka kangan bheege ,Chudiya kyun bheege ladi ladi
Mere Man Mandir me aaja kyu bheege re maiya khadi khadi

Tere paao ki pyal bheege
Tere paao ki pyal bheege,bichiya kyun Bheege ladi ladi
Mere Man Mandir me aaja kyu bheege re maiya khadi khadi

Tere kaan kaa jhumka bheege 
Tere kaan kaa jhumka bheege , Harwaa kyun bheege ladi ladi 
Mere Man Mandir me aaja kyu bheege re maiya khadi khadi
Mere Man Mandir me aaja kyu bheege re maiya khadi khadi

0 comments:

Post a Comment